Friday 10 May 2013

Kun Fayakun - Be and it is

So beautiful song,
here are the complete lyrics :







Hindi Song: Kun Faaya Kun
Movie or Album: Rockstar
Singer(s): A. R. Rahman, Javed Ali, Mohit Chauhan
Music Director(s): A. R. Rahman


Hindi Lyrics
ya nizamuddin auliya ya nizamuddin salka
kadam badha le haddon ko mita le
aaja khalipan mein pee ka ghar tera
tere bin khaali aaja khaalipan mein - 2

rangreza - 4
kun faaya kun kun faaya kun faaya kun faaya kun faaya kun faaya kun - 2
(jab kahin pe kuch nahin bhi nahin tha
wahi tha wahi tha wahi tha wahi tha) - 2
(woh jo mujh mein samaaya, woh jo tujh mein samaaya
maula wahin wahi maaya) - 2
kun faaya kun kun faaya kun sadaq allahu al ali al ajim

rangreza rang mera tann mera mann le le rangaai chahe tann chahe mann - 2
sajra savera mere tan barse kajra andhera teri jaan ki lau - 2
katra mila jo tere dar barse
o maula, maula
(kun faaya kun kun faaya kun faaya kun faaya kun - 2 faaya kun faaya kun) - 2
jab kahin pe kuch nahin bhi nahin tha wahi tha wahi tha wahi tha wahi tha - 2
kun fayakun kun fayakun
sadaq allahu al ali al ajim sadaq rasur-hul nabhi karim 
salallah hu alayhi wasallam salallah hu alayhi wasallam
ho mujhpe karam sarkar tera araj tujhe kar de mujhe
mujhse hi riha ab mujhko bhi ho didar mera
kar de mujhe mujhse hi riha, mujhse hi riha
mann ke mere yeh bharam kachche mere yeh karam
leke chale hain kahaan main to jaanu hi na
tu hai mujh mein samaaya kahaan leke mujhe aaya
main hoon tujh mein samaaya tere peeche chala aaya
tera hi main ek saaya tune mujhko banaya
main toh jag ko naa bhaaya
tune gale se jagaya haq tu hi hai khudaya
sacch tu hi hai khudaya aa
kun faaya kun kun faaya kun faaya kun faaya kun faaya kun faaya kun - 2

jab kahin pe kuch nahin bhi nahin tha wahi tha wahi tha wahi tha wahi tha - 2
kun faaya kun kun faaya kun 
sadaq allahu al ali al ajim sadaq rasur-hul nabhi hikari

No comments:

Post a Comment